Posted in Nazm/Hamd Lyrics

Mera Watan By Unknown


Jihad jis ka naam hai,

Bahaduron ka jam hai,

Yeh jam zum karti ho,

Jio to bey dharrak jio,

Yeh dil yeh jaan waar do,

Mera watan sawar do,

Zameen peh nahin qadam,

 Hawa bhi haat mey nahin,

Guzarte waqt ka koi,

Sira bhi haat mey nahin,

Chalay hein pihr logh kidhar,

Pohonch na hai kahin agar,

Un nafaraton ko piyar do,

Mera watan sawar do,

Yeh dil yeh jaan waar do,

Mera watan sawar do,

Chunay thay jis ka dar gulab,

Woh khaar khaar ho ga-e,

Bunay ga eisa jitney khwab,

Woh taar taar ho ga-e,

Gulab hein na khwab hein,

Azab hi azab hein,

Chaman ko pihr bahaar do,

Mera watan sawar do,

Yeh dil yeh jaan waar do,

Mera watan sawar do,

Saji hai afrat afreeon ka jalaron se masnadein,

Ka kuch usul e sultanat na ikhtiar ki hadein,

Nizam sub ulat gaya ghubaar se jo utt gaya,

Woh a-ina nikhar do,

Mera watan sawar do,

Yeh dil yeh jaan waar do,

Mera watan sawar do,

Kisi ki kamtari ko izzat o waqaar ka nasha,

Kisi ko zor zar kisi ko ikhtidar ka nasha,

Nashe mein kuch tammaam hai,

Nashe to sub haram hai,

Yeh sub nashe utaar do,

Mera watan sawar do,

Yeh dil yeh jaan waar do,

Mera watan sawar do,

Haram ko ja-e gi agar,

Yeh rah guzar to jaoon ga,

Na ji saka,

 To haq ke raaste mein marto jaoon ga,

Khuda se jo karewafa,

Chale jo su e Mustafa,

Mujhe woh shehsawar do,

Mera watan sawar do,

Yeh dil yeh jaan waar do,

Mera watan sawar do!

Advertisements